ye vahii hooñ main vo hi haara hua phir vahii din hai..wo guzaara hua kaise apni taraf chala aaya main kisi aur ka pukaara hua
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
Ham ne us ko itnaa dekha jitnaa dekha ja sakta tha lekin phir bhi do aankhoñ se kitnaa dekha ja sakta tha
Farrukh Yar
979 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
More from Swapnil Tiwari
vo jo paagal tha ab vo kaisa hai aise vo poochta hai haal meraa
Swapnil Tiwari
23 likes
ye zindagi jo pukaare to shak sa hota hai kahii abhii to mujhe KHud-kushi nahin karne
Swapnil Tiwari
27 likes
tumhaara khavaab bhi aaye to neend poori ho main so to jaaunga neend aane ki davaa lekar
Swapnil Tiwari
27 likes
mirii subh ka yoon bhi izhaar ho piyaala ho coffee ka akhbaar ho koi jurm saabit na ho uskaa phir jo teri hañsi men girftaar ho
Swapnil Tiwari
27 likes
gali men baithe hain uski nazar jamaaye hue hamaare bas men faqat intizaar karna hai
Swapnil Tiwari
25 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Swapnil Tiwari.
Similar Moods
More moods that pair well with Swapnil Tiwari's sher.







