zindagi ka mazaa mere dil kii davaa le gaya jaane waale se ye koii poochho vo kya le gaya
Related Sher
hamko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin dil ke KHush rakhne ko ghalib ye khayal achha hai
Mirza Ghalib
489 likes
mat pooch ki kya haal hai meraa tere peeche tu dekh ki kya rang hai teraa mere aage
Mirza Ghalib
180 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
dil se saabit karo ki zinda ho saans lena koi suboot nahin
Fahmi Badayuni
139 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
More from Rakesh Mahadiuree
qalb ka naam qalb hota hai aql ka naam jee-huzoori hai
Rakesh Mahadiuree
0 likes
pahle sii dil men husn kii chaahat nahin bachi dekha hai hamne husn ko itne qareeb se
Rakesh Mahadiuree
0 likes
hamko maaloom hai jannat kii haqeeqat ghalib naam hamne kabhi gulzaar nahin rakkha hai
Rakesh Mahadiuree
8 likes
ghazal kahtaa hooñ aur baarood pe cigarette peeta hooñ agar bhoochaal bhi aa jaa.e to main dar nahin saktaa
Rakesh Mahadiuree
8 likes
Kaagaz ke phool dost kabhi phaadna nahin
Rakesh Mahadiuree
8 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rakesh Mahadiuree.
Similar Moods
More moods that pair well with Rakesh Mahadiuree's sher.







