main sach kahungi magar phir bhi haar jaungi vo jhuut bolega aur la-javab kar dega
Poetry Collection
Haar
Haar par curated selection jahan sher, ghazal aur nazm ko readable format me discover kiya ja sakta hai.
Total
18
Sher
15
Ghazal
3
Featured Picks
Is collection se writer-diverse top picks for quick reading.
pahad katne vaale zamin se haar gae isi zamin men dariya samae hain kya kya
ham aaj rah-e-tamanna men ji ko haar aae na dard-o-ghham ka bharosa raha na duniya ka
dil sa vahshi kabhi qaabu men na aaya yaaro haar kar baith gae jaal bichhane vaale
akhiri lamhat men kya sochne lagte ho tum jiit ke nazdik aa kar haar jaaya mat karo
vo intiqam ki atish thi mere siine men mila na koi to khud ko pachhad aaya huun
dushman mujh par ghhalib bhi aa sakta hai haar miri majburi bhi ho sakti hai
main haar jaata huun un do udaas ankhon se mujhe safar ka irada badalna padta hai
arzu-e-visal tere liye dil nahin haara jaan haari hai
ai ghham-e-ishq tujh se haar gae jaan de kar bhi sharmsar uthe
main sach kahungi magar phir bhi haar jaungi vo jhuut bolega aur la-javab kar dega
pahad katne vaale zamin se haar gae isi zamin men dariya samae hain kya kya
ham aaj rah-e-tamanna men ji ko haar aae na dard-o-ghham ka bharosa raha na duniya ka
dil sa vahshi kabhi qaabu men na aaya yaaro haar kar baith gae jaal bichhane vaale
akhiri lamhat men kya sochne lagte ho tum jiit ke nazdik aa kar haar jaaya mat karo
vo intiqam ki atish thi mere siine men mila na koi to khud ko pachhad aaya huun
dushman mujh par ghhalib bhi aa sakta hai haar miri majburi bhi ho sakti hai
main haar jaata huun un do udaas ankhon se mujhe safar ka irada badalna padta hai
arzu-e-visal tere liye dil nahin haara jaan haari hai
ai ghham-e-ishq tujh se haar gae jaan de kar bhi sharmsar uthe
You have reached the end.
Explore Similar Collections
Haar FAQs
Haar collection me kya milega?
Haar se related curated sher, selected ghazal excerpts aur context-friendly reading flow milega.
Kya is page ki links internal hain?
Haan, collection links, writer links aur detail links sab Kuch Alfaaz ke internal routes par map kiye gaye hain.
Collection ko kaise explore karein?
Type filter (Sher/Ghazal/Nazm), featured picks aur similar collections rail use karke fast discovery kar sakte hain.