main uski aankhon se chhalki sharab pita hun
main us ki ankhon se chhalki sharab piita huun ghharib ho ke bhi mahngi sharab piita huun mujhe nashe men bahakte kabhi nahin dekha vo janta hai main kitni sharab piita huun use bhi dekhun to pahchanne men der lage kabhi kabhi to main itni sharab piita huun purane chahne valon ki yaad aane lage isi liye main purani sharab piita huun main us ki aankhon se chhalki sharab pita hun gharib ho ke bhi mahngi sharab pita hun mujhe nashe mein bahakte kabhi nahin dekha wo jaanta hai main kitni sharab pita hun use bhi dekhun to pahchanne mein der lage kabhi kabhi to main itni sharab pita hun purane chahne walon ki yaad aane lage isi liye main purani sharab pita hun