aah yuñ toota bharam sab kuchh khatm uns keena saad gham sab kuchh khatm
Related Sher
kyuuñ darein zindagi men kya hogaa kuchh na hogaa to tajurba hogaa
Javed Akhtar
156 likes
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
kaun si baat hai tum men aisi itne achchhe kyun lagte ho
Mohsin Naqvi
118 likes
ham to kuchh der hañs bhi lete hain dil hamesha udaas rehta hai
Bashir Badr
114 likes
More from Ashraf Ali
putaliyon men ghula samandar hai motiyon ki dukaan aañkhen hain aap tahqeeq hi nahin karte sab khazaano ki khaan aañkhen hain
Ashraf Ali
3 likes
vo ik nadi jo kabhi tez-tez bahti thii vo aaj ret ke maidaan si bichi hui hai main ik darqat tha ashraf kisi zamaane men khizan ke kehar se ab thooth hi bachi hui hai
Ashraf Ali
3 likes
roz khota hooñ khyaalon men tumhaari jaanaan roz dhundhli hui tasveer ubhar aati hai
Ashraf Ali
3 likes
usne kaha ki tumse mohabbat nahin mujhe maine bhi alvida kaha aur phone rakh diya
Ashraf Ali
5 likes
kisi ne muft men paaya hai us..ko jo har qeemat pe mujh...ko chahiye tha
Ashraf Ali
5 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ashraf Ali.
Similar Moods
More moods that pair well with Ashraf Ali's sher.







