ai jazba-e-dil gar main chahun har chiiz muqabil aa jaae manzil ke liye do gaam chalun aur samne manzil aa jaae mine heart's resolve if i so wish, all will be so nigh and clear i take two steps toward my goal, and straight ahead it would appear
Related Sher
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
More from Behzad Lakhnavi
main Dhoondh raha hooñ mirii vo shama' kahaan hai jo bazm ki har cheez ko parwaana banaa de
Behzad Lakhnavi
19 likes
ai dekhne waalo mujhe hañs hañs ke na dekho tum ko bhi mohabbat kahiin mujh sa na banaa de
Behzad Lakhnavi
12 likes
zinda hooñ is tarah ki gham-e-zindagi nahin jalta hua diya hooñ magar raushni nahin
Behzad Lakhnavi
21 likes
ai jazba-e-dil gar main chaahoon har cheez muqaabil aa jaa.e manzil ke li.e do gaam chaloon aur saamne manzil aa jaa.e
Behzad Lakhnavi
22 likes
aata hai jo toofaan aane de kashtii ka KHuda KHud haafiz hai mumkin hai ki uthatii lehron men bahta hua saahil aa jaa.e
Behzad Lakhnavi
35 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Behzad Lakhnavi.
Similar Moods
More moods that pair well with Behzad Lakhnavi's sher.







