baar baar uske darpe jaata hooñ haalat ab iztiraab ki si hai
Related Sher
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
ab lagta hai theek kaha tha ghalib ne badhte-badhte dard davaa ho jaata hai
Madan Mohan Danish
131 likes
More from Meer Taqi Meer
na rakho kaan nazm-e-shairan-e-haal par itne chalo tuk meer ko sunne ki moti se piroota hai
Meer Taqi Meer
9 likes
dil vo nagar nahin ki phir aabaad ho sake pachtayoge suno ho ye bastii ujaad kar
Meer Taqi Meer
6 likes
dil mujhe us gali men le ja kar aur bhi KHaak men mila laaya
Meer Taqi Meer
16 likes
dil-kharaashi-o-jigar-chaaki-o-khoon-afshaani hooñ to naakaam pa rahte hain mujhe kaam bahut
Meer Taqi Meer
16 likes
umr guzri dawaayein karte meer dard-e-dil ka hua na chaara hanooz
Meer Taqi Meer
17 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Meer Taqi Meer.
Similar Moods
More moods that pair well with Meer Taqi Meer's sher.







