dil gaya raunaq-e-hayaat gaii gham gaya saari kaayenaat gaii
Related Sher
hamko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin dil ke KHush rakhne ko ghalib ye khayal achha hai
Mirza Ghalib
489 likes
hamko dil se bhi nikala gaya phir shahar se bhi hamko patthar se bhi maara gaya phir zehar se bhi
Azm Shakri
157 likes
sochun to saari umr mohabbat men kat gaii dekhooñ to ek shaKHs bhi meraa nahin hua
Jaun Elia
545 likes
dil se saabit karo ki zinda ho saans lena koi suboot nahin
Fahmi Badayuni
139 likes
ham to kuchh der hañs bhi lete hain dil hamesha udaas rehta hai
Bashir Badr
114 likes
More from Jigar Moradabadi
jo un pe guzarti hai kis ne use jaana hai apni hi museebat hai apna hi fasana hai
Jigar Moradabadi
11 likes
mirii zindagi to guzri tire hijr ke sahaare mirii maut ko bhi pyaare koi chahiye bahaana
Jigar Moradabadi
25 likes
humeen jab na honge to kya rang-e-mahfil kise dekh kar aap sharmaaiega
Jigar Moradabadi
18 likes
koocha-e-ishq men nikal aaya jis ko khaana-kharaab hona tha
Jigar Moradabadi
13 likes
jo toofaanon men palte ja rahe hain vahii duniya badalte ja rahe hain
Jigar Moradabadi
16 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jigar Moradabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Jigar Moradabadi's sher.







