guzar raha hai idhar se to muskurata ja charaghh-e-majlis-e-ruhaniyan jalata ja
Related Sher
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
gale milnaa na milnaa to teri marzi hai lekin tere chehre se lagta hai teraa dil kar raha hai
Tehzeeb Hafi
575 likes
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
vo zamaana guzar gaya kab ka tha jo deewaana mar gaya kab ka
Javed Akhtar
117 likes
More from Josh Malihabadi
baadbaan naaz se lahara ke chali baad-e-muraad kaarwaan eed manaa qaafila-salaar aaya
Josh Malihabadi
11 likes
suboot hai ye mohabbat ki saada-laohi ka jab us ne vaa'da kiya ham ne e'tibaar kiya
Josh Malihabadi
21 likes
mar ke paaya shaheed ka rutba meri is zindagi kii umr daraaz
Josh Malihabadi
10 likes
us ne vaa'da kiya hai aane ka rang dekho gareeb khaane ka
Josh Malihabadi
39 likes
mujh ko to hosh nahin tum ko khabar ho shaayad log kahte hain ki tum ne mujhe barbaad kiya
Josh Malihabadi
50 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Josh Malihabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Josh Malihabadi's sher.







