haae mohabbat ki majburi rona bhi asan nahin hai
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
pooch lete vo bas mizaaj mira kitna aasaan tha ilaaj mira
Fahmi Badayuni
150 likes
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
More from Vishnu Kumar Shauq
ye zindagi ki daud daudkar mila hi kya hameinna jeeta shakhs ghar ja paata hai na haara shakhs hi
0 likes
zindagi ka har varq ba-shauq padiye ye kitaab ik roz lautaani bhi to hai
0 likes
ummeed to thii ki din badlenge apne kabhi din aise badle ki ab ummeed tak bhi nahin
0 likes
tumko ulfat men shiddat milegi mere dil men utar kar to dekho
0 likes
saazish bhi hamse kar ke tumne ki be-wafaai apne KHuda se iski fariyaad ham karenge
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Vishnu Kumar Shauq.
Similar Moods
More moods that pair well with Vishnu Kumar Shauq's sher.







