jo ho ik baar vo har baar ho aisa nahin hota hamesha ek hi se pyaar ho aisa nahin hota
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
koi itnaa pyaara kaise ho saka hai phir saare ka saara kaise ho saka hai tujhse jab milkar bhi udaasi kam nahin hoti tere baghair guzaara kaise ho saka hai
Jawwad Sheikh
163 likes
hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai badi mushkil se hota hai chaman men deeda-war paida
Allama Iqbal
207 likes
More from Nida Fazli
ghee misri bhi bhej kabhi akhbaaron men kaii dinon se chaai hai kadvi ya allah
Nida Fazli
24 likes
girja men mandiron men azaanon men bat gaya hote hi subh aadmi khaanon men bat gaya
Nida Fazli
32 likes
itnaa sach bol ki honton ka tabassum na bujhe raushni khatm na kar aage andhera hogaa
Nida Fazli
27 likes
dariyaa ho ya pahaad ho takraana chahiye jab tak na saans toote ji.e jaana chahiye
Nida Fazli
32 likes
tum bhi likhna tum ne us shab kitnii baar piya paani tum ne bhi to chhajje u uupar dekha hogaa poora chaand
Nida Fazli
33 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nida Fazli.
Similar Moods
More moods that pair well with Nida Fazli's sher.







