KHuda tu jaanta hai mere dil ka haal so mujh ko dost dhokebaaz mat dena
Related Sher
khu dii ko kar buland itnaa ki har taqdeer se pahle KHuda bande se KHud pooche bataa teri raza kya hai
Allama Iqbal
471 likes
hamko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin dil ke KHush rakhne ko ghalib ye khayal achha hai
Mirza Ghalib
489 likes
ye mujhe chain kyun nahin padta ek hi shaKHs tha jahaan men kya
Jaun Elia
508 likes
kya khabar kaun tha vo aur meraa kya lagta tha jisse milkar mujhe har shaKHs bura lagta tha
Tehzeeb Hafi
444 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
More from Irshad Siddique "Shibu"
saath men masjid ka mehmaan chala jaayega jaise hi mahe ramzaan chala aayega
Irshad Siddique "Shibu"
0 likes
Zameen hai tumse ghar hai
Irshad Siddique "Shibu"
0 likes
purane mahal tootaa dekh kar mujhe boodha hone se dar lagta hai
Irshad Siddique "Shibu"
1 likes
ek miyaan men do talwaar nahin ho sakte so ik kaam karo tum lautaa do dil meraa
Irshad Siddique "Shibu"
1 likes
adab se pesh aao baap maa se tum ye jo roothein KHuda bhi rooth jaayega
Irshad Siddique "Shibu"
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Irshad Siddique "Shibu".
Similar Moods
More moods that pair well with Irshad Siddique "Shibu"'s sher.







