muskurata hua ye gulshan-e-aafaq mira yahaañ har shaam teri khushboo bikhar jaati hai
Related Sher
sochun to saari umr mohabbat men kat gaii dekhooñ to ek shaKHs bhi meraa nahin hua
Jaun Elia
545 likes
pooch lete vo bas mizaaj mira kitna aasaan tha ilaaj mira
Fahmi Badayuni
150 likes
sabhi ka KHoon hai shaamil yahaañ ki miTTi men kisi ke baap ka hindustan thodii hai
Rahat Indori
144 likes
kaam aaya tiranga kafan ke li.e koii qurbaan hua tha watan ke li.e socho kya kar liya tumne jee kar ke dost nas bhi kaatee to bas ik badan ke li.e
Neeraj Neer
70 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
More from Raj Tiwari
waqt par kaamyaab hona dost waqt varna bahut lagega dost
Raj Tiwari
1 likes
khaamoshi jin ko samajhdaar banaati hai raaj apni aawaaz ko vo log taras jaate hain
Raj Tiwari
0 likes
tum ne bas dekha hai dilon ko sehra hote ham ne dekha hai aankhoñ ko dariyaa hote
Raj Tiwari
1 likes
zindagi ik khoobsurat haadisa hai shakl miTTi ki ghadi bahti hawa hai aansuon se tum sadaa do aayega vo haal-e-dil vo jaanta hai vo KHuda hai
Raj Tiwari
1 likes
zindagi har sabq saleeqe se jaate jaate sikhaate jaati hai
Raj Tiwari
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Raj Tiwari.
Similar Moods
More moods that pair well with Raj Tiwari's sher.







