sabr par dil ko to aamada kiya hai lekin hosh ud jaate hain ab bhi teri awaaz ke saath
Related Sher
dil se saabit karo ki zinda ho saans lena koi suboot nahin
Fahmi Badayuni
139 likes
kisne dastak dii ye dil par kaun hai aap to andar hain baahar kaun hai
Rahat Indori
141 likes
mas'ala ye nahin ki ishq hua hai ham ko mas'ala ye hai ki izhaar kiya jaana hai
Rajesh Reddy
127 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
aapki saada dili KHud aapki tauheen hai husn waalon ko zara maghroor hona chahiye
Abbas Qamar
103 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Aasi Uldani.
Similar Moods
More moods that pair well with Aasi Uldani's sher.







