tabassum ki saza kitni kadi hai gulon ko khil ke murjhana pada hai
Related Sher
teraa banta tha ki tu dushman ho apne haathon se khilaaya tha tujhe teri gaali se mujhe yaad aaya kitne taano se bachaaya tha tujhe
Ali Zaryoun
114 likes
naam pe ham qurbaan the us ke lekin phir ye taur huaus ko dekh ke ruk jaana bhi sab se badi qurbaani thii mujh se bichhad kar bhi vo ladki kitnii KHush KHush rahtii haius ladki ne mujh se bichhad kar mar jaane ki thaanii thii
Jaun Elia
183 likes
mujhse bichhad kar bhi vo ladki kitnii KHush KHush rahtii haius ladki ne mujhse bichhad kar mar jaane ki thaanii thii
Jaun Elia
174 likes
ik kali ki palkon par sard dhoop thehri thii ishq ka mahina tha husn ki dupahri thii KHvaab yaad aate hain aur phir daraate hain jaagna bataata hai neend kitnii gahri thii
Vikram Gaur Vairagi
64 likes
maykhaane ki qadr hai meri nazaron men isne jaane kitnii mautein taali hain
Harsh saxena
63 likes
More from Josh Malihabadi
mar ke paaya shaheed ka rutba meri is zindagi kii umr daraaz
Josh Malihabadi
10 likes
suboot hai ye mohabbat ki saada-laohi ka jab us ne vaa'da kiya ham ne e'tibaar
Josh Malihabadi
24 likes
suboot hai ye mohabbat ki saada-laohi ka jab us ne vaa'da kiya ham ne e'tibaar kiya
Josh Malihabadi
21 likes
baadbaan naaz se lahara ke chali baad-e-muraad kaarwaan eed manaa qaafila-salaar aaya
Josh Malihabadi
11 likes
dil ki choton ne kabhi chain se rahne na diya jab chali sard hawa main ne tujhe yaad kiya
Josh Malihabadi
34 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Josh Malihabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Josh Malihabadi's sher.







