maykhaane ki qadr hai meri nazaron men isne jaane kitnii mautein taali hain
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai badi mushkil se hota hai chaman men deeda-war paida
Allama Iqbal
207 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
More from Harsh saxena
barbaa dii ki pahunch gaya hooñ us kagaar par deewaana ho chuka hooñ main altaaf ka jahaan
Harsh saxena
3 likes
jaadon ki raatein us par bhi tumse ye judaai baahon ki chhodo hamko haasil nahin rajaai
Harsh saxena
4 likes
chahe to koshish kar lo daava hai bhool na paayogi jab bhi zikr-e-wafa hogaa tum mere she'r sunaaogi
Harsh saxena
4 likes
saare sur uski khushamad men lage hain dekhiye to aaj usne pairo'n men paazeb jo pahni hui hai
Harsh saxena
5 likes
vo bhi ik daur tha ki saawan men jhoole padte the ghar ke aangan men
Harsh saxena
4 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Harsh saxena.
Similar Moods
More moods that pair well with Harsh saxena's sher.







