tez hai aaj dard-e-dil saaqi talkhi-e-mai ko tez-tar kar de
Related Sher
ungli pakdaao inko to haath milaane lagte hain ek ghazal sun lo to zalim chaar sunaane lagte hain is jeevan men thodii diqqat achchhii hoti hai yaaro khaali sadkon par ham gaadi tez chalaane lagte hain
Tanoj Dadhich
43 likes
us..ko apne paas bitha lene se hi dhadkan tez aur saansen bhari hoti hai shaad tu sab kuchh badha chadha ke kahtaa hai kaunsi ladki itni pyaari hoti hai
Shaad Imran
45 likes
vaqt kis tezi se guzra roz-marra men muneer aaj kal hota gaya aur din hawa hote ga.e
Muneer Niyazi
21 likes
ghuroor-e-lutf-e-saaqi nashsha-e-be-baaki-e-mastaan nam-e-daaman-e-isyaaan hai taraawat mauj-e-kausar ki
Mirza Ghalib
31 likes
mire suraj aa mire jism pe apna saaya kar ba dii tez hawa hai sar dii aaj ghazab ki hai
Shahryar
31 likes
More from Faiz Ahmad Faiz
bol ki lab azaad hain tere bol zabaan ab tak teri hai
Faiz Ahmad Faiz
0 likes
ye aarzoo bhi badi cheez hai magar hamdam visaal-e-yaar faqat aarzoo ki baat nahin
Faiz Ahmad Faiz
25 likes
unhin ke faiz se bazaar-e-aql raushan hai jo gaah gaah junoon ikhtiyaar karte rahe
Faiz Ahmad Faiz
20 likes
kate bhi chalo badhte bhi chalo baazu bhi bahut hain sar bhi bahut chalte bhi chalo ki ab deray manzil hi pe dale jaayenge
Faiz Ahmad Faiz
28 likes
faiz ki raah sar-b-sar manzil ham jahaan pahunchen kaamyaab aa.e
Faiz Ahmad Faiz
25 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Faiz Ahmad Faiz.
Similar Moods
More moods that pair well with Faiz Ahmad Faiz's sher.







