tumhaari muhabbat pe kya main kahooñ zaraa si hawa men hawa ho gaii
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
More from Ambar
ye mat socho keval main hooñ is duniya men sab hi dukhi hain
Ambar
0 likes
uske li.e tum ham se bhi lad jaate ho aur kahte ho vo meraa kuchh lagta nahin
Ambar
0 likes
teri baatein mujhe bechain ki hain teraa bhi haal kuchh aisa hi hai na
Ambar
0 likes
tumhein khone ka dar kuchh is tarah seene men kahtaa hai chale jaaoge jis din tum dhadakna chhod dooñga main
Ambar
0 likes
tum kahte ho tumhein badalna hogaa ab phir kya dekh ke mujh se ulfat ki.e the tum
Ambar
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ambar.
Similar Moods
More moods that pair well with Ambar's sher.







