tumhein apne dil men basa ke mara khushi hai ki tum ko main pa ke mara
Related Sher
hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai badi mushkil se hota hai chaman men deeda-war paida
Allama Iqbal
207 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
More from Ambar
unse ja ke kar na lena dosti ik haadsa hai mat karo tum kehna maano dil lagii ik haadsa hai
Ambar
0 likes
zaraa sii apni baat nahin milne pe tum yuñ roothe ho jaise ulfat thii hi nahin
Ambar
0 likes
uske li.e tum ham se bhi lad jaate ho aur kahte ho vo meraa kuchh lagta nahin
Ambar
0 likes
prem ke sougaat the us men tumne keval qaafiya dekha
Ambar
0 likes
jab bhi koii sachcha 'aashiq rota hai sach kahtaa hooñ yaad tumhaari aati hai
Ambar
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ambar.
Similar Moods
More moods that pair well with Ambar's sher.







