ujalon men chhupi thi ek ladki falak ka rang-roghhan kar gai hai
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
More from Swapnil Tiwari
vo jo paagal tha ab vo kaisa hai aise vo poochta hai haal meraa
Swapnil Tiwari
23 likes
gali men baithe hain uski nazar jamaaye hue hamaare bas men faqat intizaar karna hai
Swapnil Tiwari
25 likes
ye tumne kaisa banaa kar ha men kiya hai gum khushi se jhoom uthega jise milenge ham
Swapnil Tiwari
31 likes
ye zindagi jo pukaare to shak sa hota hai kahii abhii to mujhe KHud-kushi nahin karne
Swapnil Tiwari
27 likes
tumhaara khavaab bhi aaye to neend poori ho main so to jaaunga neend aane ki davaa lekar
Swapnil Tiwari
27 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Swapnil Tiwari.
Similar Moods
More moods that pair well with Swapnil Tiwari's sher.







