umr saari ishq men dii kaat apni isliye kuchh kar na paaya zindagi men
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
More from A R Sahil "Aleeg"
roop badle naam badle badle ehsaasaat bhi sab aur phir tum bane tum main banaa main khatm ham baaki bacha hai ishqiyaat
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
umr saari laga do naap na paoge kabhi hai jo ye ishq meraa la-mutnaahi thehra
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
ye vajood-e-ishq tujh ko rab mitaana hi padega husn ke haathon vafaa hota hai rusva dekh har pal
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
vo giriftaar. jo kare to phir gesuon ke qafas men mar jaa.e ye tamannaa hai ek 'aashiq kii ishq kii dastaras men mar jaa.e
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
mere haal par sab uchhal kar ye bole tumhein ishq aur ye mohabbat mubarak
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on A R Sahil "Aleeg".
Similar Moods
More moods that pair well with A R Sahil "Aleeg"'s sher.







