us ke baa'd agli qayamat kya hai kis ko hosh hai zakhm sahlata tha aur ab daaghh dikhlata huun main
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
poochte hain vo ki ghalib kaun hai koi batlaao ki ham batlaayein kya
Mirza Ghalib
208 likes
More from Shaheen Abbas
teri khushboo ko lutate hue aate jaate baaki bachta hai jo insaan kahaan jaata hai
Shaheen Abbas
0 likes
vo saamne tha to kam kam dikhaai deta tha chala gaya to barabar dikhaai dene laga
Shaheen Abbas
0 likes
Mujh se aage nazar aane men khushi thi us ki
Shaheen Abbas
0 likes
ik naqsh ho na paa.e idhar se udhar meraa jaisa tumhein mila tha main waisa juda karo
Shaheen Abbas
0 likes
vo is tarah se mujhe dekhta hua guzra main apne aap ko behtar dikhaai dene laga
Shaheen Abbas
18 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shaheen Abbas.
Similar Moods
More moods that pair well with Shaheen Abbas's sher.







