us se mile zamana hua lekin aaj bhi dil se dua nikalti hai khush ho jahan bhi ho
Related Sher
hamko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin dil ke KHush rakhne ko ghalib ye khayal achha hai
Mirza Ghalib
489 likes
sochun to saari umr mohabbat men kat gaii dekhooñ to ek shaKHs bhi meraa nahin hua
Jaun Elia
545 likes
aapki saada dili KHud aapki tauheen hai husn waalon ko zara maghroor hona chahiye
Abbas Qamar
103 likes
bitha diya hai sipaahi ke dil men dar usne talaashi dii hai dupatta utaar kar usne main isliye bhi use khudkushi se rokta hooñ likha hua hai meraa naam jism par usne
Zia Mazkoor
106 likes
apne dil men takaza hamko aur gale se lagaaoge hamko ham nahin itne pyaar ke qaabil tum to paagal banaoge hamko
Abrar Kashif
106 likes
More from Mohammad Alvi
parinde door fazaaon men kho ga.e alvee ujaad ujaad darakhton pe aashiyaane the
Mohammad Alvi
17 likes
aag apne hi laga sakte hain gair to sirf hawa dete hain
Mohammad Alvi
11 likes
naya saal deewaar par taang de purane baras ka calendar giraa
Mohammad Alvi
20 likes
thodii sar dii zaraa sa nazlaa hai shayari ka mizaaj patla hai
Mohammad Alvi
24 likes
us se mile zamaana hua lekin aaj bhi dil se dua nikalti hai KHush ho jahaan bhi ho
Mohammad Alvi
6 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Mohammad Alvi.
Similar Moods
More moods that pair well with Mohammad Alvi's sher.







