ik nazar ka fasana hai duniya sau kahaanii hai ik kahaanii se
Related Sher
teri soorat se hai aalam men bahaaron ko sabaat teri aankhoñ ke siva duniya men rakha kya hai
Faiz Ahmad Faiz
401 likes
le de ke apne paas faqat ik nazar to hai kyun dekhen zindagi ko kisi ki nazar se ham
Sahir Ludhianvi
174 likes
ye bahs chhod ki kitnii haseen hai duniya tu ye bataa ki teraa dil kahii laga ki nahin
Vijay Sharma
66 likes
main ek kirdaar se badaa tang hooñ qalamkaar mujhe kahaanii men daal ghussa nikaalna hai
Umair Najmi
68 likes
jhooth hai sab zaheen dhoka hai is nazar ka yaqeen dhoka hai toot jaayega dil to samjhoge ye muhabbat haseen dhoka hai
Sandeep Thakur
83 likes
More from Nushur Wahidi
hazaar shama' farozaan ho raushni ke li.e nazar nahin to andhera hai aadmi ke li.e
Nushur Wahidi
4 likes
anjaam-e-wafa ye hai jisne bhi mohabbat kii marne kii dua maangi jeene kii saza paai
Nushur Wahidi
11 likes
hasti ka nazaara kya kahiye marta hai koi jeeta hai koi jaise ki diwali ho ki diya jalta jaa.e bujhta jaa.e
Nushur Wahidi
20 likes
jo bismil banaa de vo qaateel tabassum jo qaateel banaa de vo dilkash nazaara mohabbat ka bhi khel naazuk hai kitna nazar mil gaii aap jeete main haara
Nushur Wahidi
22 likes
badi hasrat se insaan bachpane ko yaad karta hai ye phal pak kar dobara chahta hai khaam ho jaa.e
Nushur Wahidi
16 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nushur Wahidi.
Similar Moods
More moods that pair well with Nushur Wahidi's sher.







