jo bismil banaa de vo qaateel tabassum jo qaateel banaa de vo dilkash nazaara mohabbat ka bhi khel naazuk hai kitna nazar mil gaii aap jeete main haara
Related Sher
uski tasveerein hain dilkash to hongi jaisi deewarein hain waisa saaya hai ek main hooñ jo tere qatl kii koshish men tha ek tu hai jo jail men khaana laaya hai
Tehzeeb Hafi
192 likes
apne dil men takaza hamko aur gale se lagaaoge hamko ham nahin itne pyaar ke qaabil tum to paagal banaoge hamko
Abrar Kashif
106 likes
shatak banaane ko bas ek ran banaana hai vo dost ban gayi hai ab dulhan banaana hai
Charagh Sharma
93 likes
ittifaq apni jagah khush-qismati apni jagah KHud banata hai jahaan men aadmi apni jagah
Anwar Shaoor
51 likes
shaayad qaza ne mujh ko khazana banaa diya aisa nahin to kyun mujhe dafna rahe hain log
Zubair Ali Tabish
50 likes
More from Nushur Wahidi
hazaar shama' farozaan ho raushni ke li.e nazar nahin to andhera hai aadmi ke li.e
Nushur Wahidi
4 likes
anjaam-e-wafa ye hai jisne bhi mohabbat kii marne kii dua maangi jeene kii saza paai
Nushur Wahidi
11 likes
ik nazar ka fasana hai duniya sau kahaanii hai ik kahaanii se
Nushur Wahidi
14 likes
badi hasrat se insaan bachpane ko yaad karta hai ye phal pak kar dobara chahta hai khaam ho jaa.e
Nushur Wahidi
16 likes
hasti ka nazaara kya kahiye marta hai koi jeeta hai koi jaise ki diwali ho ki diya jalta jaa.e bujhta jaa.e
Nushur Wahidi
20 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nushur Wahidi.
Similar Moods
More moods that pair well with Nushur Wahidi's sher.







