jo aala-zarf hote hain hamesha jhuk ke milte hain surahi sar-nigun ho kar bhara karti hai paimana
Top 20 Sher Series
Top 20 Sher by Haidar Ali Aatish
Haidar Ali Aatish ke selected Top 20 sher ek clean reading flow me, writer aur full-detail links ke saath.
Total
20
Sher
20
Ghazal
0
Nazm
0
Featured Picks
Series se pehle kuch standout sher padhein.
jo aala-zarf hote hain hamesha jhuk ke milte hain surahi sar-nigun ho kar bhara karti hai paimana
na gor-e-sikandar na hai qabr-e-dara mite namiyon ke nishan kaise kaise
bada shor sunte the pahlu mein dil ka jo chira to ek qatra-e-khun na nikla
but-khana tod daliye masjid ko dhaiye dil ko na todiye ye khuda ka maqam hai you may excavate the temple, the mosque you may explode do not break the heart of man, for this is god's abode
sun to sahi jahan mein hai tera fasana kya kahti hai tujh ko khalq-e-khuda ghaebana kya
na pak hoga kabhi husn o ishq ka jhagda wo qissa hai ye ki jis ka koi gawah nahin
har shab shab-e-baraat hai har roz roz-e-id sota hun hath gardan-e-mina mein dal ke each night is a night of love, each day a day divine i sleep with my arms entwined around a flask of wine
safar hai shart musafir-nawaz bahutere hazar-ha shajar-e-saya-dar rah mein hai
ye aarzu thi tujhe gul ke ru-ba-ru karte hum aur bulbul-e-betab guftugu karte यह आतिश के मशहूर अशआर में से एक है। आरज़ू के मानी तमन्ना है , रूबरू के मानी आमने सामने, बेताब के मानी बेक़रार है। बुलबुल-ए-बेताब यानी वो बुलबुल जो बेक़रार हो जिसे चैन न हो। इस शे’र का शाब्दिक अर्थ तो ये है कि हमें ये तमन्ना थी कि ऐ महबूब हम तुझे गुल के सामने बिठाते और फिर बुलबुल जो बेचैन है उससे बातचीत करते। लेकिन इसमें अस्ल में शायर ये कहता है कि हमने एक तमन्ना की थी कि हम अपने महबूब को फूल के सामने बिठाते और फिर बुलबुल जो गुल के इश्क़ में बेताब है उससे गुफ़्तगू करते। मतलब ये कि हमारी इच्छा थी कि हम अपने गुल जैसे चेहरे वाले महबूब को गुल के सामने बिठाते और फिर उस बुलबुल से जो गुल के हुस्न की वज्ह से उसका दीवाना बन गया है उससे गुफ़्तगू करते यानी बहस करते और पूछते कि ऐ बुलबुल अब बता कौन ख़ूबसूरत है, तुम्हारा गुल या मेरा महबूब। ज़ाहिर है इस बात पर बहस होती और आख़िर बुलबुल जो गुल के हुस्न में दीवाना हो गया है अगर मेरे महबूब के हुस्न को देखेगा तो गुल की तारीफ़ में चहचहाना भूल जाएगा। shafaq sopori
fasl-e-bahaar aai piyo sufiyo sharab bas ho chuki namaz musalla uthaiye
doston se is qadar sadme uthae jaan par dil se dushman ki adawat ka gila jata raha
yar ko main ne mujhe yar ne sone na diya raat bhar tala-e-bedar ne sone na diya
lage munh bhi chidhane dete dete galiyan sahab zaban bigdi to bigdi thi khabar lije dahan bigda
bandish-e-alfaz jadne se nagon ke kam nahin shairi bhi kaam hai 'atish' murassa-saz ka
aae bhi log baithe bhi uth bhi khade hue main ja hi dhundta teri mahfil mein rah gaya in your presence others were seated with charm and grace whilst i remained unheeded, for me there was no place
na puchh haal mera chob-e-khushk-e-sahra hun laga ke aag mujhe karwan rawana hua
rakh ke munh so gae hum aatishin rukhsaron par dil ko tha chain to nind aa gai angaron par
payam-bar na mayassar hua to khub hua zaban-e-ghair se kya sharh-e-arzu karte
aafat-e-jaan hui us ru-e-kitabi ki yaad ras aaya na mujhe hafiz-e-quran hona
qaid-e-mazhab ki giraftari se chhut jata hai ho na diwana to hai aql se insan khali
You have reached the end.
Explore Similar Collections
Top 20 Sher by Haidar Ali Aatish FAQs
Haidar Ali Aatish Top 20 me kya milega?
Haidar Ali Aatish ke selected sher readable cards, internal detail links, aur writer discovery ke saath milenge.
Kya is page ki links internal hain?
Haan, collection links, writer links aur detail links sab Kuch Alfaaz ke internal routes par map kiye gaye hain.
Collection ko kaise explore karein?
Type filter (Sher/Ghazal/Nazm), featured picks aur similar collections rail use karke fast discovery kar sakte hain.