utho ye manzar-e-shab-tab dekhne ke liye ki niind shart nahin khvab dekhne ke liye
Top 20 Sher Series
Shayari of Irfan Siddiqui
Shayari of Irfan Siddiqui ek clean reading flow me, writer aur full-detail links ke saath.
Total
20
Sher
20
Featured Picks
Series se pehle kuch standout sher padhein.
badan men jaise lahu taziyana ho gaya hai use gale se lagae zamana ho gaya hai
raat ko jiit to paata nahin lekin ye charaghh kam se kam raat ka nuqsan bahut karta hai
hoshiyari dil-e-nadan bahut karta hai ranj kam sahta hai elaan bahut karta hai
sar agar sar hai to nezon se shikayat kaisi dil agar dil hai to dariya se bada hona hai
jo kuchh hua vo kaise hua janta huun main jo kuchh nahin hua vo bata kyuun nahin hua
hamen to khair bikharna hi tha kabhi na kabhi hava-e-taza ka jhonka bahana ho gaya hai
ajab harif tha mere hi saath duub gaya mire safine ko ghharqab dekhne ke liye
apne kis kaam men laega batata bhi nahin ham ko auron pe ganvana bhi nahin chahta hai
main chahta huun yahin saare faisle ho jaaen ki is ke baa'd ye duniya kahan se launga main
ruuh ko ruuh se milne nahin deta hai badan khair ye biich ki divar gira chahti hai
kaha tha tum ne ki laata hai kaun ishq ki taab so ham javab tumhare saval hi ke to hain
hamare dil ko ik azar hai aisa nahin lagta ki ham daftar bhi jaate hain ghhazal-khvani bhi karte hain
magar giraft men aata nahin badan us ka khayal dhundhta rahta hai istiara koi

You have reached the end.
Explore Similar Collections
Shayari of Irfan Siddiqui FAQs
Irfan Siddiqi Top 20 me kya milega?
Irfan Siddiqi ke selected sher readable cards, internal detail links, aur writer discovery ke saath milenge.
Kya is page ki links internal hain?
Haan, collection links, writer links aur detail links sab Kuch Alfaaz ke internal routes par map kiye gaye hain.
Collection ko kaise explore karein?
Type filter (Sher/Ghazal/Nazm), featured picks aur similar collections rail use karke fast discovery kar sakte hain.