main baghaawat chahta hun har us fard ke khilaaf baghaawat chahta hun jo humse mehnat karaata hai magar uske daam adaa nahi karta.
Poetry Collection
Poverty
Poverty par curated selection jahan sher, ghazal aur nazm ko readable format me discover kiya ja sakta hai.
Total
8
Sher
6
Ghazal
2
Nazm
0
Featured Picks
Is collection se writer-diverse top picks for quick reading.
andheri raaton mein phir sath mein ujala gaya
andheri raton men phir saath men ujala gaya shajar lagae jahan par padav daala gaya jo vaqt milta to kuchh aur kaam kar lete hamare jaison se bas 'ishq rog paala gaya abhi jo haath hain malte malul baithe hain na us ko rok hain paae na dil sanbhala gaya gali gali men ghutan nafraton ke dere bane vafa ki rasmon ko jab shahr se nikala gaya hava uda ke chali hai bhara ghhubara nahin ghharib shakhs ke hathon se ik nivala gaya ghharib-e-shahr ki rozon ne laaj rakh li hai agarche faqon ka qissa bahut uchhala gaya nahin thi us ki zarurat ki kamra khali tha so aage chabi chali pichhe pichhe taala gaya kabhi to vaqt ne milne nahin diya hai mujhe kabhi bahanon se mujh ko 'visal' taala gaya andheri raaton mein phir sath mein ujala gaya shajar lagae jahan par padaw dala gaya jo waqt milta to kuchh aur kaam kar lete hamare jaison se bas 'ishq rog pala gaya abhi jo hath hain malte malul baithe hain na us ko rok hain pae na dil sanbhaala gaya gali gali mein ghutan nafraton ke dere bane wafa ki rasmon ko jab shahr se nikala gaya hawa uda ke chali hai bhara ghubara nahin gharib shakhs ke hathon se ek niwala gaya gharib-e-shahr ki rozon ne laj rakh li hai agarche faqon ka qissa bahut uchhaala gaya nahin thi us ki zarurat ki kamra khali tha so aage chabi chali pichhe pichhe tala gaya kabhi to waqt ne milne nahin diya hai mujhe kabhi bahanon se mujh ko 'visal' tala gaya
yahan gharib ko sab kuchh to de diya us ne zamin bichhae hai aur aasman odhe hai

jo mulk jitna ghurbat-zada hoga utna hi aaloo aur mazhab ka chalan ziyaada hoga.
jahan tum ho rashk-e-gulistan pada hai
jahan tum ho rashk-e-gulistan pada hai jahan ham hain dasht-o-bayaban pada hai yahan tirgi hai vahan raushni hai 'ajab ik tazad-e-numayan pada hai vo josh-e-baharan vo abr-e-guhar-bar sabhi kuchh pas-e-chashm-e-giryan pada hai tire qasr men har taraf hai charaghhan mire ghar men faqon ka saman pada hai hai khush tu ki tera mahal hai salamat idhar shahr ka shahr viran pada hai mata'-e-nazar kya hai ik khvab-e-farda vahi khvab ankhon men larzan pada hai umidon ke lashe thikane lagao ki raste men shahr-e-khamoshan pada hai hai ashob-e-dil ya hai vahshat hamari ki insan se insan gurezan pada hai jahan tum ho rashk-e-gulistan pada hai jahan hum hain dasht-o-bayaban pada hai yahan tirgi hai wahan raushni hai 'ajab ek tazad-e-numayan pada hai wo josh-e-bahaaran wo abr-e-guhar-bar sabhi kuchh pas-e-chashm-e-giryan pada hai tere qasr mein har taraf hai charaghan mere ghar mein faqon ka saman pada hai hai khush tu ki tera mahal hai salamat idhar shahr ka shahr viran pada hai mata'-e-nazar kya hai ek khwab-e-farda wahi khwab aankhon mein larzan pada hai umidon ke lashe thikane lagao ki raste mein shahr-e-khamoshan pada hai hai aashob-e-dil ya hai wahshat hamari ki insan se insan gurezan pada hai
yaad rakhiye ghurbat laanat nahi hai jo use laanat zaahir karte hain woh khud mal'oon hain. woh khud us ameer se do laakh darje behtar hai jo apne kashti khud apne haathon se kheta hai...
middle class gareebi ki sabse qaabil-e-rahm aur laa-ilaaj qism wo hai jismein aadmi ke paas kuch na ho lekin use kisi cheez ki kami mahsoos na ho.
baaz-auqaat ghareeb ko moochh isliye rakhni padti hai ki waqt-e-zaroorat neeche kar ke jaan ki amaan paaye.
You have reached the end.
Explore Similar Collections
Poverty FAQs
Poverty collection me kya milega?
Poverty se related curated sher, selected ghazal excerpts aur context-friendly reading flow milega.
Kya is page ki links internal hain?
Haan, collection links, writer links aur detail links sab Kuch Alfaaz ke internal routes par map kiye gaye hain.
Collection ko kaise explore karein?
Type filter (Sher/Ghazal/Nazm), featured picks aur similar collections rail use karke fast discovery kar sakte hain.