zamaane ki zubaan munh men laga de kahaan main jhooth boluun yah bataa de
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
bansi sab sur tyaage hai ek hi sur men baaje hai haal na poochho mohan ka sab kuchh radhe radhe hai
Zubair Ali Tabish
325 likes
hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai badi mushkil se hota hai chaman men deeda-war paida
Allama Iqbal
207 likes
More from Meem Alif Shaz
zindagi se ham khafa ho ke kahaan jaayenge shaaz ham jahaan jaayenge ye dushvaariyaañ hogii vahaañ
Meem Alif Shaz
0 likes
yahaañ to aadmi tanhaa nahin lekin usii ke jhooth ne tanhaa kiya us ko
Meem Alif Shaz
0 likes
yah duniya jab faani hai to phir tum masjid ki taraf hi daudo na
Meem Alif Shaz
0 likes
zalzala shaayad nahin aaya udhar jo kabhi maghroor the maghroor hain
Meem Alif Shaz
0 likes
yah maut mere saath chalti hai magar main kuchh nahin kar saka main majboor hooñ
Meem Alif Shaz
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Meem Alif Shaz.
Similar Moods
More moods that pair well with Meem Alif Shaz's sher.







