mil bhi jata jo kahin aab-e-baqa kya karte zindagi khud bhi thi jine ki saza kya karte
Poetry Collection
Aab
Aab par curated selection jahan sher, ghazal aur nazm ko readable format me discover kiya ja sakta hai.
Total
7
Sher
7
Ghazal
0
Nazm
0
Featured Picks
Is collection se writer-diverse top picks for quick reading.
mil bhi jata jo kahin aab-e-baqa kya karte zindagi khud bhi thi jine ki saza kya karte
dosto dhund ke hum sa koi pyasa lao hum to aansu bhi jo pite hain to pani ki tarah
aaj lab-e-guhar-fishan aap ne wa nahin kiya tazkira-e-khajista-e-ab-o-hawa nahin kiya
khak hun udta hun sach hai ki main aawara-mizaj pani hota bhi to sailab mein dekha jata
ek aisi be-natija jang lad kar aa raha hun main ki ab shamshir se badh kar piyala achchha lagta hai
ajab karishma dikhaya ba-yak qalam us ne hawa chalai samundar ko naqsh-e-ab diya
kaun kahta hai badalta nahin rangat pani ashk chhalken to wo khun-nab hua karte hain
You have reached the end.
Explore Similar Collections
Aab FAQs
Aab collection me kya milega?
Aab se related curated sher, selected ghazal excerpts aur context-friendly reading flow milega.
Kya is page ki links internal hain?
Haan, collection links, writer links aur detail links sab Kuch Alfaaz ke internal routes par map kiye gaye hain.
Collection ko kaise explore karein?
Type filter (Sher/Ghazal/Nazm), featured picks aur similar collections rail use karke fast discovery kar sakte hain.