Poetry Collection

Gulshan

There are quite a few traditional concepts that characterize the classical poetry in Urdu. Some of these that constitute a cluster include garden, hunter, hunted, cage, and nest. More than mere mages, they are treated like metaphors and symbols of life’s various conditions. The selection here would help you appreciate some of these aspects.

Total

13

Sher

12

Ghazal

1

Nazm

0

Featured Picks

Is collection se writer-diverse top picks for quick reading.

gulon mein rang bhare baad-e-nau-bahaar chale chale bhi aao ki gulshan ka karobar chale इस शे’र का मिज़ाज ग़ज़ल के पारंपरिक स्वभाव के समान है। चूँकि फ़ैज़ ने प्रगतिशील विचारों के प्रतिनिधित्व में भी उर्दू छंदशास्त्र की परंपरा का पूरा ध्यान रखा इसलिए उनकी रचनाओं में प्रतीकात्मक स्तर पर प्रगतिवादी सोच दिखाई देती है इसलिए उनकी शे’री दुनिया में और भी संभावनाएं मौजूद हैं। जिसका सबसे बड़ा उदाहरण ये मशहूर शे’र है। बाद-ए-नौ-बहार के मायने नई बहार की हवा है। पहले इस शे’र की व्याख्या प्रगतिशील विचार को ध्यान मे रखते हुए करते हैं। फ़ैज़ की शिकायत ये रही है कि क्रांति होने के बावजूद शोषण की चक्की में पिसने वालों की क़िस्मत नहीं बदलती। इस शे’र में अगर बाद-ए-नौबहार को क्रांति का प्रतीक मान लिया जाये तो शे’र का अर्थ ये बनता है कि गुलशन (देश, समय आदि) का कारोबार तब तक नहीं चल सकता जब तक कि क्रांति अपने सही मायने में नहीं आती। इसीलिए वो क्रांति या परिवर्तन को सम्बोधित करते हुए कहते हैं कि जब तुम प्रगट हो जाओगे तब फूलों में नई बहार की हवा ताज़गी लाएगी। और इस तरह से चमन का कारोबार चलेगा। दूसरे शब्दों में वो अपने महबूब से कहते हैं कि तुम अब आ भी जाओ ताकि गुलों में नई बहार की हवा रंग भरे और चमन खिल उठे। shafaq sopori

GhazalRead Full

magar wo did ko aaya tha bagh mein gul ke

magar vo diid ko aaya tha baaghh men gul ke ki bu kuchh aur main paai dimaghh men gul ke adu bhi ho sabab-e-zindagi jo haq chahe nasim-e-subh hai roghhan charaghh men gul ke chaman khilen hain pahunch baada le ke ai saaqi girafta-dil mujhe mat kar faraghh men gul ke nahin hai ja-e-tarannum ye bostan ki nahin sivae khun-e-jigar mai ayaghh men gul ke ali ka naqsh-e-qadam dhundhta hai yuun 'sauda' phire hai bad-e-sahar juun suraghh men gul ke magar wo did ko aaya tha bagh mein gul ke ki bu kuchh aur main pai dimagh mein gul ke adu bhi ho sabab-e-zindagi jo haq chahe nasim-e-subh hai roghan charagh mein gul ke chaman khilen hain pahunch baada le ke ai saqi girafta-dil mujhe mat kar faragh mein gul ke nahin hai ja-e-tarannum ye bostan ki nahin siwae khun-e-jigar mai ayagh mein gul ke ali ka naqsh-e-qadam dhundhta hai yun 'sauda' phire hai baad-e-sahar jun suragh mein gul ke

gulshan ki faqat phulon se nahin kanton se bhi zinat hoti hai jine ke liye is duniya mein gham ki bhi zarurat hoti hai

wahi gulshan hai lekin waqt ki parwaz to dekho koi tair nahin pichhle baras ke aashiyanon mein

kuchh wo jinhen hum se nisbat thi un kuchon mein aan aabaad hue kuchh arsh pe tare kahlae kuchh phul bane ja gulshan mein

sehn-e-gulshan mein kai dam bichhe hain ai 'asar' ud ke jaun bhi agar main to kidhar jaunga

You have reached the end.

Explore Similar Collections

Gulshan FAQs

Gulshan collection me kya milega?

Gulshan se related curated sher, selected ghazal excerpts aur context-friendly reading flow milega.

Kya is page ki links internal hain?

Haan, collection links, writer links aur detail links sab Kuch Alfaaz ke internal routes par map kiye gaye hain.

Collection ko kaise explore karein?

Type filter (Sher/Ghazal/Nazm), featured picks aur similar collections rail use karke fast discovery kar sakte hain.