hum ko malum hai jannat ki haqiqat lekin dil ke khush rakhne ko 'ghaalib' ye khayal achchha hai the poet expresses a witty skepticism regarding the religious promise of the afterlife. he implies that while he knows the 'truth' about paradise (perhaps that it is metaphorical or non-existent), the concept itself serves a useful psychological purpose. it acts as a comforting illusion that allows people to find joy and endure life's hardships through hope.
Poetry Collection
Tanz
We often use the word “humour” with “satire” as they form a combination together and help us see the two aspects of life as such. Satires are of many kinds; they are dark and corrosive, as well as gentle and reformative. Verses in this section will help you appreciate the significance of satire in poetical terms.
Total
59
Sher
50
Ghazal
9
Nazm
0
Featured Picks
Is collection se writer-diverse top picks for quick reading.
hum kya kahen ahbab kya kar-e-numayan kar gae ba hue naukar hue pension mili phir mar gae
dil khush hua hai masjid-e-viran ko dekh kar meri tarah khuda ka bhi khana kharab hai seeing the mosque deserted was to me a source of glee his house too was desolate, just the same as me इस शे’र में शायर ने ख़ुदा से मज़ाक़ किया है जो उर्दू ग़ज़ल की परंपरा रही है। शायर अल्लाह पर व्यंग्य करते हुए कहते हैं कि तुम्हारे बंदों ने तुम्हारी इबादत करना छोड़ दी है जिसकी वजह से मस्जिद वीरान हो गई है। चूँकि तुमने मेरी क़िस्मत में ख़ाना-ख़राबी लिखी थी तो अब तुम्हारा उजड़ा हुआ घर देखकर मेरा दिल ख़ुश हुआ है। shafaq sopori
hum ko malum hai jannat ki haqiqat lekin dil ke khush rakhne ko 'ghaalib' ye khayal achchha hai the poet expresses a witty skepticism regarding the religious promise of the afterlife. he implies that while he knows the 'truth' about paradise (perhaps that it is metaphorical or non-existent), the concept itself serves a useful psychological purpose. it acts as a comforting illusion that allows people to find joy and endure life's hardships through hope.
hum kya kahen ahbab kya kar-e-numayan kar gae ba hue naukar hue pension mili phir mar gae
hum aisi kul kitaben qabil-e-zabti samajhte hain ki jin ko padh ke ladke bap ko khabti samajhte hain we do deem all those books fit for confiscation that sons read and think their father
dil khush hua hai masjid-e-viran ko dekh kar meri tarah khuda ka bhi khana kharab hai seeing the mosque deserted was to me a source of glee his house too was desolate, just the same as me इस शे’र में शायर ने ख़ुदा से मज़ाक़ किया है जो उर्दू ग़ज़ल की परंपरा रही है। शायर अल्लाह पर व्यंग्य करते हुए कहते हैं कि तुम्हारे बंदों ने तुम्हारी इबादत करना छोड़ दी है जिसकी वजह से मस्जिद वीरान हो गई है। चूँकि तुमने मेरी क़िस्मत में ख़ाना-ख़राबी लिखी थी तो अब तुम्हारा उजड़ा हुआ घर देखकर मेरा दिल ख़ुश हुआ है। shafaq sopori
koi hindu koi muslim koi isai hai sab ne insan na banne ki qasam khai hai
baat tak karni na aati thi tumhein ye hamare samne ki baat hai dagh dehlvi’s couplet is a cutting taunt: the speaker reminds the other person of their past inability to even hold a conversation. now that the person appears confident or argumentative, the speaker counters with an undeniable “i have seen it myself” claim. the emotional core is reproach mixed with irony—exposing false pride by pointing to obvious, witnessed reality.
qaum ke gham mein dinner khate hain hukkaam ke sath ranj leader ko bahut hai magar aaram ke sath
raqibon ne rapat likhwai hai ja ja ke thane mein ki 'akbar' nam leta hai khuda ka is zamane mein
rakhna hai kahin panw to rakkho ho kahin panw chalna zara aaya hai to itrae chalo ho
mai bhi hotel mein piyo chanda bhi do masjid mein shaikh bhi khush rahen shaitan bhi be-zar na ho
sunega kaun meri chaak-damani ka afsana yahan sab apne apne pairahan ki baat karte hain
leaderon ki dhum hai aur follower koi nahin sab to general hain yahan aakhir sipahi kaun hai
mutthiyon mein khak le kar dost aae waqt-e-dafn zindagi bhar ki mohabbat ka sila dene lage
shaikh apni rag ko kya karen reshe ko kya karen mazhab ke jhagde chhoden to peshe ko kya karen
hue is qadar mohazzab kabhi ghar ka munh na dekha kati umr hotalon mein mare aspatal ja kar stayed away from home, on being so gentrified spent ones life in hotels, in hospitals then died
suna ye hai bana karte hain jode aasmanon par to ye samjhen ki har biwi bala-e-asmani hai
aashiqi ka ho bura us ne bigade sare kaam hum to ab mein rahe aghyar ba ho gae
uthte huon ko sab ne sahaara diya 'kalim' girte hue gharib sambhaale kahan gae
marub ho gae hain wilayat se shaikh-ji ab sirf mana karte hain desi sharab ko
mili hai dukhtar-e-raz lad-jhagad ke qazi se jihad kar ke jo aurat mile haram nahin
pi lenge zara shaikh to kuchh garm rahenge thanda na kahin kar den ye jannat ki hawaen
hajw ne to tera ai shaikh bharam khol diya tu to masjid mein hai niyyat teri mai-khane mein
professor ye urdu ke jo urdu se kamate hain isi paise se bachchon ko ye angrezi padhate hain
khud tis ka hai aur dulhan sath baras ki girti hui diwar ke sae mein khada hai
ilm hasil kar ke bhi milti nahin hai naukri rahm ke qabil hai bas haalat hamari in dinon
jute ke intikhab ko masjid mein jab gae wo jutiyan padin ki khuda yaad aa gaya
pahle hum ko bahan kaha ab fikr hamin se shadi ki ye bhi na socha bahan se shadi kar ke kya kahlaenge
chehre to jhurriyon se bhare dil jawan hain din mein hain shaikh raat mein salman-khan hain
kahti hai ai 'riyaz' daraazi ye rish ki tatti ki aad mein hai maza kuchh shikar ka
kalam-e-mir samjhe aur zaban-e-mirza samjhe magar un ka kaha ya aap samjhen ya khuda samjhe
Explore Similar Collections
Tanz FAQs
Tanz collection me kya milega?
Tanz se related curated sher, selected ghazal excerpts aur context-friendly reading flow milega.
Kya is page ki links internal hain?
Haan, collection links, writer links aur detail links sab Kuch Alfaaz ke internal routes par map kiye gaye hain.
Collection ko kaise explore karein?
Type filter (Sher/Ghazal/Nazm), featured picks aur similar collections rail use karke fast discovery kar sakte hain.