tujhe kis baat ka gham hai wo itna puchh len mujh se wo itna puchh len mujh se to phir kis baat ka gham hai she should just inquire, what causes me this pain were she to ask this question, no ache would then remain
Poetry Collection
Jumbled words
Jumbled words par curated selection jahan sher, ghazal aur nazm ko readable format me discover kiya ja sakta hai.
Total
25
Sher
23
Ghazal
2
Nazm
0
Featured Picks
Is collection se writer-diverse top picks for quick reading.
azizan sitamgar na aaya mere ghar
azizan sitamgar na aaya mire ghar na aaya mire ghar azizan sitamgar mohabbat tu mat kar dil us bevafa se dil us bevafa se mohabbat tu mat kar laga dil men khanjar tumhari nigah ka tumhari nigah ka laga dil men khanjar hua kyuun mukaddar tu ai aina-ru tu ai aina-ru hua kyuun mukaddar vo iiza mukarrar tujhe dega 'taban' tujhe dega 'taban' vo iiza mukarrar azizan sitamgar na aaya mere ghar na aaya mere ghar azizan sitamgar mohabbat tu mat kar dil us bewafa se dil us bewafa se mohabbat tu mat kar laga dil mein khanjar tumhaari nigah ka tumhaari nigah ka laga dil mein khanjar hua kyun mukaddar tu ai aaina-ru tu ai aaina-ru hua kyun mukaddar wo iza mukarrar tujhe dega 'taban' tujhe dega 'taban' wo iza mukarrar
dil saf ho kis tarah ki insaf nahin hai insaf ho kis tarah ki dil saf nahin hai
tujhe kis baat ka gham hai wo itna puchh len mujh se wo itna puchh len mujh se to phir kis baat ka gham hai she should just inquire, what causes me this pain were she to ask this question, no ache would then remain
azizan sitamgar na aaya mere ghar
azizan sitamgar na aaya mire ghar na aaya mire ghar azizan sitamgar mohabbat tu mat kar dil us bevafa se dil us bevafa se mohabbat tu mat kar laga dil men khanjar tumhari nigah ka tumhari nigah ka laga dil men khanjar hua kyuun mukaddar tu ai aina-ru tu ai aina-ru hua kyuun mukaddar vo iiza mukarrar tujhe dega 'taban' tujhe dega 'taban' vo iiza mukarrar azizan sitamgar na aaya mere ghar na aaya mere ghar azizan sitamgar mohabbat tu mat kar dil us bewafa se dil us bewafa se mohabbat tu mat kar laga dil mein khanjar tumhaari nigah ka tumhaari nigah ka laga dil mein khanjar hua kyun mukaddar tu ai aaina-ru tu ai aaina-ru hua kyun mukaddar wo iza mukarrar tujhe dega 'taban' tujhe dega 'taban' wo iza mukarrar
dil saf ho kis tarah ki insaf nahin hai insaf ho kis tarah ki dil saf nahin hai
bada aazar-e-jaan hai wo agarche mehrban hai wo
bada azar-e-jan hai vo agarche mehrban hai vo agarche mehrban hai vo bada azar-e-jan hai vo misal-e-asman hai vo mujhe zarkhez karta hai mujhe zarkhez karta hai misal-e-asman hai vo karim-o-saeban hai vo mujhe mahfuz rakhta hai mujhe mahfuz rakhta hai karim-o-saeban hai vo agarche be-makan hai vo panahen mujh ko deta hai panahen mujh ko deta hai agarche be-makan hai vo bada aram-e-jan hai vo liye phirta hai siine men liye phirta hai siine men bada aram-e-jan hai vo agarche be-zaban hai vo nazar se baat karta hai nazar se baat karta hai agarche be-zaban hai vo ik aisa zahr-e-jan hai vo main jis ko pi ke zinda huun main jis ko pi ke zinda huun ik aisa zahr-e-jan hai vo ki bahr-e-be-karan hai vo tabhi sahil nahin milta tabhi sahil nahin milta ki bahr-e-be-karan hai vo mizaj-e-dushmanan hai vo paraya bhi hai apna bhi paraya bhi hai apna bhi mizaj-e-dushmanan hai vo kamal-e-dostan hai vo vahi avval vahi akhir vahi avval vahi akhir kamal-e-dostan hai vo amir-e-karvan hai vo main us ki raah chalta huun main us ki raah chalta huun amir-e-karvan hai vo bada gauhar-fishan hai vo mujhe bhi kuchh guhar dega mujhe bhi kuchh guhar dega bada gauhar-fishan hai vo sunahri kahkashan hai vo dahakte hain kai suraj dahakte hain kai suraj sunahri kahkashan hai vo suna hai mehrban hai vo 'anis' itrate phirte hain 'anis' itrate phirte hain suna hai mehrban hai vo bada aazar-e-jaan hai wo agarche mehrban hai wo agarche mehrban hai wo bada aazar-e-jaan hai wo misal-e-asman hai wo mujhe zarkhez karta hai mujhe zarkhez karta hai misal-e-asman hai wo karim-o-saeban hai wo mujhe mahfuz rakhta hai mujhe mahfuz rakhta hai karim-o-saeban hai wo agarche be-makan hai wo panahen mujh ko deta hai panahen mujh ko deta hai agarche be-makan hai wo bada aaram-e-jaan hai wo liye phirta hai sine mein liye phirta hai sine mein bada aaram-e-jaan hai wo agarche be-zaban hai wo nazar se baat karta hai nazar se baat karta hai agarche be-zaban hai wo ek aisa zahr-e-jaan hai wo main jis ko pi ke zinda hun main jis ko pi ke zinda hun ek aisa zahr-e-jaan hai wo ki bahr-e-be-karan hai wo tabhi sahil nahin milta tabhi sahil nahin milta ki bahr-e-be-karan hai wo mizaj-e-dushmanan hai wo paraya bhi hai apna bhi paraya bhi hai apna bhi mizaj-e-dushmanan hai wo kamal-e-dostan hai wo wahi awwal wahi aakhir wahi awwal wahi aakhir kamal-e-dostan hai wo amir-e-karwan hai wo main us ki rah chalta hun main us ki rah chalta hun amir-e-karwan hai wo bada gauhar-fishan hai wo mujhe bhi kuchh guhar dega mujhe bhi kuchh guhar dega bada gauhar-fishan hai wo sunahri kahkashan hai wo dahakte hain kai suraj dahakte hain kai suraj sunahri kahkashan hai wo suna hai mehrban hai wo 'anis' itraate phirte hain 'anis' itraate phirte hain suna hai mehrban hai wo
aashna bewafa nahin hota bewafa aashna nahin hota
baat bhi kijiye dekh bhi lijiye dekh bhi lijiye baat bhi kijiye
ab nahin milenge hum kucha-e-tamanna mein kucha-e-tamanna mein ab nahin milenge hum
khwab ka kya hai raat ke naqsh-o-nigar banao raat ke naqsh-o-nigar banao khwab ka kya hai
jo kaha wo nahin kiya us ne wo kiya jo nahin kaha us ne
mohabbat mein shikayat kar raha hun shikayat mein mohabbat kar raha hun
zindagi hum se chahti kya hai chahti kya hai zindagi hum se
kya hue surat-nigaran khwab ke khwab ke surat-nigaran kya hue
achchha achchha ho jaega sab kuchh achchha achchha achchha sab kuchh achchha ho jaega
kar bura to bhala nahin hota kar bhala to bura nahin hota
rah gaya dil mein ek dard sa dil mein ek dard sa rah gaya
thahar gaya hai dil ka jaana dil ka jaana thahar gaya hai
nuh baithe hain chaarpai par chaarpai pe nuh baithe hain
mohabbat tu mat kar dil us bewafa se dil us bewafa se mohabbat tu mat kar
kaun aata hai is kharabe mein is kharabe mein kaun aata hai
ek bar phir salam dur jaane walon ko dur jaane walon ko ek bar phir salam
lautna chahiye zindagi ki taraf zindagi ki taraf lautna chahiye
hum bahakte hue aate hain tere darwaze tere darwaze bahakte hue aate hain hum
taqdir badal do meri hur jaisa bana do hur jaisa bana do meri taqdir badal do
bharwa dena mere kase ko mere kase ko bharwa dena
bada aazar-e-jaan hai wo agarche mehrban hai wo agarche mehrban hai wo bada aazar-e-jaan hai wo
You have reached the end.
Explore Similar Collections
Jumbled words FAQs
Jumbled words collection me kya milega?
Jumbled words se related curated sher, selected ghazal excerpts aur context-friendly reading flow milega.
Kya is page ki links internal hain?
Haan, collection links, writer links aur detail links sab Kuch Alfaaz ke internal routes par map kiye gaye hain.
Collection ko kaise explore karein?
Type filter (Sher/Ghazal/Nazm), featured picks aur similar collections rail use karke fast discovery kar sakte hain.