ab main samjha tere rukhsar pe til ka matlab daulat-e-husn pe darban bitha rakkha hai the import of this spot upon your face i now detect the treasure of your beauty does this sentinel protect रुख़्सार अर्थात गाल, दौलत-ए-हुस्न अर्थात हुस्न की दौलत, दरबान अर्थात रखवाला। यह शे’र अपने विषय की नवीनता के कारण लोकप्रिय है। शे’र में केन्द्रीय स्थिति “रुख़्सार पर तिल” को प्राप्त है क्योंकि उसी के अनुरूप शायर ने विषय पैदा किया है। प्रियतम के गाल को दरबान(रखवाला) से तुलना करना शायर का कमाल है। और जब दौलत-ए-हुस्न कहा तो जैसे प्रियतम के सरापा को आँखों के सामने लाया हो। रुख़्सार पर तिल होना सौन्दर्य का एक प्रतीक समझा जाता है। मगर चूँकि प्रियतम सुंदरता की आकृति है इस विशेषता के अनुरूप शायर ने यह ख़्याल बाँधा है कि जिस तरह बुरी नज़र से सुरक्षित रखने के लिए ख़ूबसूरत बच्चों के गाल पर काला टीका लगाया जाता है उसी तरह मेरे प्रियतम को लोगों की बुरी दृष्टि से बचाने के लिए ख़ुदा ने उसके गाल पर तिल रखा है। और जिस तरह धन-दौलत को लुटेरों से सुरक्षित रखने के लिए उस पर प्रहरी (रखवाले) बिठाए जाते हैं, ठीक उसी तरह ख़ुदा ने मेरे महबूब के हुस्न को बुरी नज़र से सुरक्षित रखने के लिए उसके गाल पर तिल बनाया है। shafaq sopori
Poetry Collection
Rukhsar
Poetry that draws upon the parts of beloved’s body has a romance of its own and creates a unique interest among readers. Here are verses on cheeks, the subject of much interest to lovers and poets alike. This sampler from traditional and modern poetry would hold your interest for the way the different images of the cheek have been treated.
Total
22
Sher
21
Ghazal
1
Nazm
0
Featured Picks
Is collection se writer-diverse top picks for quick reading.
khade hain musa uthao parda dikhao tum aab-o-tab-e-ariz
khade hain muusa uthao parda dikhao tum ab-o-tab-e-ariz hijab kyuun hai ki khud tajalli bani hui hai hijab-e-ariz na ruk sakegi ziya-e-ariz jo sadd-e-rah ho naqab-e-ariz vo hogi be-parda rakh ke parda ghhazab ki chanchal hai tab-e-ariz chhupa na munh donon haath se yuun tadapti hai barq-e-tab-e-ariz laga na de aag ungliyon men ye garmi-e-iztirab-e-ariz jo un ko lipta ke gaal chuma haya se aane laga pasina hui hai boson ki garm bhatti khinche na kyuun kar sharab-e-ariz pari jo dekhe kahe tadap kar jo huur dekhe kahe phadak kar tumhara gesu javab-e-gesu tumhara 'ariz javab-e-ariz huzur ghunghat utha ke aaen badi chamak kis men hai dikhaen idhar rahe aftab-e-mahshar udhar rahe aftab-e-ariz chhupana kya ek ka tha manzur aaj tak hain jo chaar mashhur zabur tauret mushaf injil panchvin hai kitab-e-ariz na kyuun ho da'va barabari ka vahan mila til yahan suvaida ye nuqta-e-intikhab-e-ariz hai vo nuqta-e-intikhab-e-ariz pada huun ghhash men mujhe sungha do pasina chehre ka zulf ki bu nahin hai kam lakhlakhe se mujh ko ye mushk-e-gesu gulab-e-ariz jo shoala-ru munh chhupa ke nikla dhuan sar-e-rah kuchh kuchh uttha lagi vo atish bane hai jal kar naqab-e-ariz kabab-e-ariz na jhepo subh-e-visal dekho tum aankh se aankh to milao liye hain gin gin ke main ne bose zaban par hai hisab-e-ariz karo na ghhusse se laal chehra bhavon men daalo na bal khudara nahin majal-e-jalal-e-abru nahin hai tab-e-itab-e-ariz jo gaal par gaal ham rakhenge shab-e-visal un ke haath uthenge tamanche marenge pyaar se vo bajengge chang-o-rubab-e-ariz kamar ko gardan ko dast-o-lab ko visal men lutf de raha hai shabab-e-zanu shabab-e-bazu shabab-e-sina shabab-e-ariz janab-e-'mail' ye kudak-e-dil buton ki ulfat men hoga kamil padhao quran ke badle is ko bayaz-e-gardan kitab-e-ariz khade hain musa uthao parda dikhao tum aab-o-tab-e-ariz hijab kyun hai ki khud tajalli bani hui hai hijab-e-ariz na ruk sakegi ziya-e-ariz jo sadd-e-rah ho naqab-e-ariz wo hogi be-parda rakh ke parda ghazab ki chanchal hai tab-e-ariz chhupa na munh donon hath se yun tadapti hai barq-e-tab-e-ariz laga na de aag ungliyon mein ye garmi-e-iztirab-e-ariz jo un ko lipta ke gal chuma haya se aane laga pasina hui hai boson ki garm bhatti khinche na kyun kar sharab-e-ariz pari jo dekhe kahe tadap kar jo hur dekhe kahe phadak kar tumhaara gesu jawab-e-gesu tumhaara 'ariz jawab-e-ariz huzur ghunghat utha ke aaen badi chamak kis mein hai dikhaen idhar rahe aaftab-e-mahshar udhar rahe aaftab-e-ariz chhupana kya ek ka tha manzur aaj tak hain jo chaar mashhur zabur tauret mushaf injil panchwin hai kitab-e-ariz na kyun ho da'wa barabari ka wahan mila til yahan suwaida ye nuqta-e-intikhab-e-ariz hai wo nuqta-e-intikhab-e-ariz pada hun ghash mein mujhe sungha do pasina chehre ka zulf ki bu nahin hai kam lakhlakhe se mujh ko ye mushk-e-gesu gulab-e-ariz jo shoala-ru munh chhupa ke nikla dhuan sar-e-rah kuchh kuchh uttha lagi wo aatish bane hai jal kar naqab-e-ariz kabab-e-ariz na jhepo subh-e-visal dekho tum aankh se aankh to milao liye hain gin gin ke main ne bose zaban par hai hisab-e-ariz karo na ghusse se lal chehra bhawon mein dalo na bal khudara nahin majal-e-jalal-e-abru nahin hai tab-e-itab-e-ariz jo gal par gal hum rakhenge shab-e-visal un ke hath uthenge tamanche marenge pyar se wo bajengge chang-o-rubab-e-ariz kamar ko gardan ko dast-o-lab ko visal mein lutf de raha hai shabab-e-zanu shabab-e-bazu shabab-e-sina shabab-e-ariz janab-e-'mail' ye kudak-e-dil buton ki ulfat mein hoga kaamil padhao quran ke badle is ko bayaz-e-gardan kitab-e-ariz
so dekh kar tere rukhsar o lab yaqin aaya ki phul khilte hain gulzar ke alawa bhi

un ke rukhsar pe dhalke hue aansu tauba main ne shabnam ko bhi shoalon pe machalte dekha
puchho na araq rukhsaron se rangini-e-husn ko badhne do sunte hain ki shabnam ke qatre phulon ko nikhaara karte hain wipe not the droplets from your face, let beauty's lustre grow drops of dew when flowers grace, enhance their freshness so
hajat nahin banao ki ai naznin tujhe zewar hai sadgi tere rukhsar ke liye
muddat se ek ladki ke rukhsar ki dhup nahin aai is liye mere kamre mein itni thandak rahti hai
chahta hai is jahan mein gar bahisht ja tamasha dekh us rukhsar ka
us ke rukhsar dekh jita hun aarzi meri zindagani hai
rukhsar par hai rang-e-haya ka farogh aaj bose ka nam main ne liya wo nikhar gae
aarizon par ye dhalakte hue aansu tauba hum ne shoalon pe machalti hui shabnam dekhi lord forbid that tears on your cheeks do flow like dewdrops agonizing on embers all aglow
jo un ko lipta ke gal chuma haya se aane laga pasina hui hai boson ki garm bhatti khinche na kyunkar sharab-e-ariz
nikhar gae hain pasine mein bhig kar aariz gulon ne aur bhi shabnam se tazgi pai your cheeks with perspiration are all aglow anew these flowers are now fresher laden with the dew
dekhna har subh tujh rukhsar ka hai mutala matla-e-anwar ka
jaane kis dam nikal aae tere rukhsar ki dhup muddaton dhyan tere saya-e-dar par rakkha
qamat teri dalil qayamat ki ho gai kaam aaftab-e-hashr ka rukhsar ne kiya
tere rukhsar se be-tarah lipti jae hai zalim jo kuchh kahiye to bal kha uljhati hai zulf be-dhangi
rukhsar ke araq ka tere bhaw dekh kar pani ke mol nirkh hua hai gulab ka
rukhsar us ke hae re jab dekhte hain hum aata hai ji mein aankhon ko un mein gadoiye meer taqi meer portrays the beloved’s radiant cheeks as so captivating that the lover’s gaze wants to become permanent. the cry “alas” signals helpless amazement before beauty. “to embed the eyes” is a metaphor for intense, unbroken staring—an urge to merge one’s vision with what one loves. the couplet’s emotional core is yearning that turns into a desire for stillness and possession through the gaze.
ye lab-o-rukhsar ye chehra tera pur-nur sa tujh ko kya dekha laga jaise koi dekhi ghazal
le kar rukh par itne kalank lagta hun khush-ru bhi main
suna hai hum ne ki aariz pe hai ghubar sa kuchh bala se khat ka hamare agar jawab nahin
You have reached the end.
Explore Similar Collections
Rukhsar FAQs
Rukhsar collection me kya milega?
Rukhsar se related curated sher, selected ghazal excerpts aur context-friendly reading flow milega.
Kya is page ki links internal hain?
Haan, collection links, writer links aur detail links sab Kuch Alfaaz ke internal routes par map kiye gaye hain.
Collection ko kaise explore karein?
Type filter (Sher/Ghazal/Nazm), featured picks aur similar collections rail use karke fast discovery kar sakte hain.